Hindi Love Song Lyrics
Sing a song for your and lets celebrates this valentine week in 2022. Let's enjoy this new songs of 2022 with your special person and take dive into love.
How far you go for your love? 💞
एक प्रेम गीत रोमांटिक प्रेम, प्यार में पड़ने, ब्रेकअप के बाद दिल टूटने और इन अनुभवों से आने वाली भावनाओं के बारे में एक गीत है।
1. Doobey Song Lyrics
Tera, Mera
Dono Ka Dil Besabar
Basabar Besabar
Shaamo Sheher
Dono Ka Dil Bekhabar
Bekhabar Bekhabar
Lo Kashtiyan Humari Yun
Takraa Gayi
Lehar Lehar Dono Ka Dil Besafar
Besafar Besafar
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobey Ek Dooje Mein Yahan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobey Uff Ye Gehraiyaan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobey Ek Dooje Mein Yahan
Hai Saanson Mein Samandar
Hai Dil Mein Dhuaan
Dheere Dheere Aise Gire Bijliyan
Tu Bhi Main Bhi Beasar
Bheege Bheege Dekho Roohein
Iss Kadar Beasar Beasar
Lo Apne Kinare
Yun Takra Gaye
Lehar Lehar Dono Ka Dil Besafar
Uff Ye Gehraaiyaan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobe Ek Dooje Mein Yahan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobey Uff Ye Gehraiyaan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobe Ek Dooje Mein Yahan
Hai Saanson Mein Samandar
Hai Dil Mein Dhuaan
Reh Jayega Kya
Jo Beh Gaye Yahaan
Chal Beh Jaye Yahan
Ho Jayega Kya
Jo Kho Gaye Yahan
Chal Kho Jaye Yahan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobe Ek Dooje Mein Yahan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobey Uff Ye Gehraiyaan
Haan Doobe Haan Doobe
Haan Doobe Ek Dooje Mein Yahan
Hai Saanson Mein Samandar
Hai Dil Mein Dhuaan
2. Meri Tarah (Video Song) By Jubin N
Kon Hai Wo Duniya Mein Jo
Tujhe Mujhse Badhkar Chahne Laga
Jiske Liye Tu Hath Mera
Ek Pal Mein Chod Ke Jane Laga
Kon Hai Wo Duniya Mein Jo
Tujhe Mujhse Badhkar Chahne Laga
Jiske Liye Tu Hath Mera
Ek Pal Mein Chod Ke Jane Laga
Tu Soch Samajh Kar Chaaho Usey
Ek Din Mujhse Milwao Usey
Main Bhi To Dekhoon Pyaar Mein
Wo Kya Kar Sakta Hai
Kya Wo Jo Bhi Kehta Hai Wo
Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Wo Tujh Par
Haske Mar Sakta Hai
Kya Wo Jo Bhi Kehta Hai Wo
Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Wo Tujh Par
Haske Mar Sakta Hai
Haske Mar Sakta Hai
Bahot Fark Hota Hai
Yun Sath Muskurane Mein
Hath Thamne Mein Aur
Zindagi Bitane Mein
Jeene Marne Ki Baatein
Karke Bhul Jate Hain
Kya Kisi Ka Jaye Jhuthe
Khwab Sa Dikhane Mein
Tum Galiyon Mein Apni Bulao Zara
Mere Jitne Kaante Bichao Zara
Bina Uff Kiye Kya Inpe
Wo Bhi Guzar Sakta Hai
Kya Wo Jo Bhi Kehta Hai Wo
Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Wo Tujh Par
Haske Mar Sakta Hai
Kya Wo Jo Bhi Kehta Hai Wo
Sach Mein Kar Sakta Hai
Kya Meri Tarah Wo Tujh Par
Haske Mar Sakta Hai
Ab Yaad Rakhega Kon Kise
Ye Wakt Ko Tai Kar Lene De
Karde Khushiyon Ki Barish Us Par
Aankh Mujhe Bhar Lene De
Na Shor Hua Awaaj Hui
Jab Jab Dil Sacha Toota Hai
Poocho Sabse Se Sabko Apne
Chaahne Walo Ne Loota Hai
Na Aas Rahe Na Saans Rahe
Hum Bhi Pathar Ho Jayenge
Tum Ho Jayoge Gairon Ke
Hum To Khud Ke Hi Na Ho Payenge
Ho Payenge
Teri Dhadkano Ke Jariye
Main Bhi To Dhadakti Hoon
Tujhe Kaise Dil Se Mere
Door Kar Sakti Hoon
Jaisi Bhi Raahein Chahe
Haan Main Chal Sakti Hoon
Tujhe Dekh Kar Jeeti Hoon
Tujhpe Mar Sakti Hoon
Tujhpe Mar Sakti Hoon
Tujhpe Mar Sakti Hoon
Tujhpe Mar Sakti Hoon
3. Pushpa: Srivalli (Video Song Lyrics)
4. Oo Bolega Ya Oo Oo Bolega Ft. Samantha Ruth Prabhu
Saaree Saaree Pehan Ke Saaree
Aaye To Usko Ghoore
Chote Chote Skirt Bhi Jo
Pehan Ke Aaye To Ghoore
Chhod Saaree Chhod Skirt
In Kapdo Se Kya Hota
Nazrein Gandi Soch Gandi
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Gore Gore Pe Mukhde Pe
Taiyar Koi Marne Ko
Sanwali Ko Chede
Baahon Mein Aa Jaye Bharne Ko
Kaale Gore Se Kya Matlab
Madhu Mile Ya Fir Mattha
Ek Hi Ratta Dekh Dupatta
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Oh Ho Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Lambi Lambi Tang Wali
Chokri Ka Deewaana
Choti Naati Ladkiyon Ko
Daalta Hai Wo Dana
Lambi Ho Naati Sabko
Behla Ke Isne Loota
Chaat Lega Pattal Jootha
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Haye Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Phulle Phulle Gaal Pe
Koi Bole Kya Dikhti Hai
Dubli Patli Ho To Fir
Gulab Ki Dali Lagti Hai
Moti Ho Ya Patli Sabke
Darwaze Pe Hai Adda
Dekh Akele Dale Phanda
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Jhuthi Jhuthi Shan Pe Koi
Apna Rob Dikhata Hai
Koi Banke Dil Wala
Tere Dil Se Khel Ke Jata Hai
Ek Hi Thali Ke Ye
Dono Hai Re Chatte Batte
Batti Gull Chaya Andhera
Oo Oo Oo Oo
Batti Gull Chaya Andhera
Mard Hai Bin Pendi Lota
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Oo Bolega Bala
Oo Oo Na Bolega Sala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
Oo Bolega Bala
Oo Oo Na Bolega Bala
Oo Bolega Ya
Oo Oo Bolega Saala
5. Tip Tip Video Song : Sooryavanshi
Aahaa Aaha Haa Haa
Aahaa Haa Aa Haa
Tip Tip Barsa Paani
Tip Tip Barsa Pani
Paani Ne Aag Lagayi
Aag Lagi Dil Mein To
Dil Ko Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi To
Jal Utha Mera Bheega Badan
Ab Tu Hi Batao Sajan
Main Kya Karun?
Dhinik Dhin Dha
Dhinik Dhin, Dhinik Dhin
Dhinik Dhin, Dhinik Dhin
Dhinik Dhin Dha
Doo Doo Doo Dooba Dariya Mein
Khada Main Saahil Par
Ho Dooba Dariya Mein
Khada Main Sahil Par
Tu Bijli Bankar
Giri Mere Dil Par
Chali Aisi Ye Pagal Pavan
Main Kya Karun?
Dhinik Dhin Dha
Tip Tip Barsa Pani
Paani Ne Aag Lagayi
Aag Lagi Dil Mein To
Dil Ko Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi To
Chha Gaya Mujhpe Diwanapan
Mere Bas Mein Nahi Mera Mann
Main Kya Karun?
Sa Re Sa-Ni Pa-Ni
Sa Re Sa-Ni Pa-Ni
Sa Re Sa-Ni Pa-Ni
Sa Sa Ga Ma Ga Re..
Aahaa Aaha Haa Haa
Aahaa Haa Aa Haa..
Social Plugin